Salam friends mujhe namaz ki aadat nai parti itnay din nikal jaatay hain ma namaz nai parta or duniya ki ayaashio ma magan rehta hu jis se meri zindagi bht buri direction pe chali gai hai. I think Allah mian mujh se naraz hain please mujhe kuch way btain jis se mujhe namaz ki adat parh jaye :'(
:X neeyat achi rakho Allah madad kara ga!
Liked by:
Akhil Raj