Haan yaar bohat maasla hota hai har waqt high tops pehan k agar parsal kar wao do Houston tou shahid is chappal ko pehn kar lahore ki yaadian taza hon jayein. Leynay ko tou yahan say ley loon lekin pakistan ki chappal ka swagg aur yahaan ki chappal mein zameen asman ka farak hai.bohat merhbani bhjDo
:P :P
Liked by:
Raki Kumar