Ask @Amen_mq

Sort by:

LatestTop

Related users

I don’t agree with people who say don’t specify what you want in your prayers, bas woh maangain jo apke haq main behtr hai. That’s like doubting God’s power. What makes you think k woh koi bhi chez jo apke haq main behtr na ho, usko apke haq main behtr bna k ataa nhi kr skta?

I used to believe in jo apko pasnd hai ya chye hai usko bolo apke haq main behtar karay but with time i realized k we’re humans jazbaati jab jaisa jo feel hota hai we act upon that future ka nae soochte. Allah knows better he knows what is best for you, so when you say aap mere haq main jiss cheez ko behtar smjhte hain voh krdein ya agar ye cheez behtar hai ye hojaye toh mtlb you have a great amount of trust in Allah aap Allah ko de rahay ho k ye aap dekh loh jo apko behtar lagay mere liye. Thats not doubting Allah thats trusting Allah.

Next

Language: English