Ask @AnfalAsim:

Kabhi mil tu tujh ko btayen hum ..🔥 #STAIF

چودھری حمّاد گورایہ
Hayee.👌
*Tujhe is tarah se satayen hum.
Tera Ishq tujhse cheen kar.
Tujhe 'Main' bula k rulayen hum.
Tujhe dard doon tu na seh sakay,
Tujhe doon zubaan tu na keh sakay,
Tujhe doon makaan tu na reh sakay,
Tujhe mushkil'on mein ghira k main,
Koi aisa rasta nikaal doon.
Tere dard ki main dawa karun,
Kisi gharz k main siwa karun.
Tujhe har nazar pe aboor doon,
Tujhe zindagi ka sha'oor doon.*
واہ۔
I love this ghazal of YBQ.
LOVE IT. 😍

View more

Next