Where are the people who cared for you?

Aik adad haqeeqi qabar k andar aur meri dastars se bohot door..
Aur yakeen karain, poori duniya k log mil kar bhi mujh se mohobbat karne lag jaen, tab bhi us aik insan ki mohobbat-o-shafqat ka koi naim-ul-badal nahi ho ga.
Jo baat un k andaaz main thi, jo fikar un ko meri hoti thi, jis dil k wo maalik the, jis shafqat se wo sir par hath rakhte the, jis mohobbat se unho ne mujhe nawaza tha, jo chamak un ki ankhon main ati thi mujhe dekh kar, jo naik taman'naa'ain wo rakhte the mere liye, jo muqaam unho ne dia tha apni zindagi main, jo sath unho ne dia tha mushkil waqt main, jo khayal wo rakhte the, jo pyaar wo karte the, jo chahat wo rakhte the apne dil main mere liye, jin alfaaz main wo mera zikar karte the, jo achi yaadain unho ne mujhe deen hain, jo sukoon un ko dekh kar mujhe milta tha, jo sukoon mujh ko dekh kar unhe milta tha, un sab cheezon ka koi naim-ul-badal nahi he...

+ 2 💬 messages
read all