Ask @DragonKing007:

what gives you goosebumps? 👀

Muhammad Huzaifa Butt
Jo Pucha K Kis Tarah Hoti Hai Baarish, Jabeen Se Paseene Ki Boondein Gira Di
Jo Pucha K Kis Tarah Girti Hai Bijli, Nigahein Milaein Mila Kar Jhuka Dein
Jo Pucha Shab-O-Roz Milte Hain Kaise, To Chehre Pe Apne Wo Zulfein Gira Deein
Jo Pucha K Naghmon Mein Jaadu Hai Kaisa, To Meethe Takallum Mein Baatein Suna Deein
Jo Apni Tamanaon Ka Haal Poocha , To Jalti Howi Chand Shamein Bhujha Deein
Main Kehta Reh Gaya Khata-E-Mohabbat Ki Achi Saza Di
Mere Dil Ki Dunya Bana Kar Mita Di, Acha!
Mere Baad Kisko Satao Gay,💔

View more

Next