@Hamza15003

Hamza Qasim

Ask @Hamza15003

Sort by:

LatestTop

Previous

Related users

I have no idea. But geo keh raha hai k 71 pe poori team out hogaye hai. Lol.

Warm up match hai. No tension. :)

Urdu mein bhi 2012 mein china man k character pe note aya so obviously woh anay Nahi wala tha 2013 mein lekin agaya. Lol. I got an A* in Urdu! Yay!! Hala k school mein hamesha C ata tha. :/

That's nice. Aapas ki baat hai Dastak Naa Do boht bakwaas novel thi. -.-
Liked by: Hashim Jalil Khan

Hahaha meinay dia phir se Islamiyat. Ugh. Paper Kia tha? Eid and ajeeb questions jo life mein Nahi dekhay. But A agaya! ;) Poorana wala pakka A* tha os k liye parha tha. :(

Ok. Good.

Waisay ap ne behan pe itna mind Nahi Kia jitna bhai pe...Kia scene hai? Gay? Hahahahaha

Hahahaha yaas!

Kar Kia lo ge waisay? Larki ko maro ge? HAHAHHA ill play the Larki card. Hahahahaha :p

Hahahahahaha that izz naat a good card to play with. :P

Ap ki jaan ko kaat do? HAHAHHAHA

Haath laga ke dekhna buri neeyat se! :P poora AC parr jaye ga tumhein.

Next

Language: English