Dil ne yeh kaha hai dil se Mohabbat ho gayi hai tumse Meri jaan mere dilbar Mera aitbar kar lo Jitna bekaraar hoon main Khud ko bekaraar kar lo Meri dhadkanon ko samjho Tum bhi mujhse pyaar kar lo ;)
Aj meri ex ki shadi hai
Us ne apney nikkah ki pics sent ki or wo itni khush thi ke bas zindgi me pehli dfa us ke face pe khushi dekh kr mjy gusa a raha
Ye wohi aurat hai jo kehti thi tm na miley to mar jaogi
Aurat fitratan bewafa ni hoti or bewafa ho to aurat ni hoti
This shall too pass🙂
Bewafai is not specified to Orat only. Mard bhi utna he bewafa hota hai jitni orat hoti hai. Bs fark itna hota hai ky orat bewafai bardasht kar leti hai Or mard bardasht nai kar sakta Apny ronay ly ky yaha Ask.fm py ajata hai🙄
Achay waqto ki trha bura waqt bhi guzar jata hai Bs fark itna hota hai ky Acha waqt bohat si yaadien dy jata hai Or Bura waqt bohat sy sabaq sikha jata hai
Ishq youn he har kisi ko nai hojata. Jaha duniya ky saray matlab, dhoka, fareeb or jhut khatam hotay hai, Ishq waha sy shuru hota hai. Or itni bulandiyo tk aj kal kon jata hai. Kon aj kal ishq karta hai?