Ya Rab, gham-e-hijraanmein itna to kiya hota, Jo hathjigarper hai, wohdast-e-dua hota,Ik ishq ka gham aafat aur is pe yehdilaafat, Yeh gham na diya hota yadilna diya hota,Nakaam-e-tamannadil, is soch mein rehta hai, Yooon hota to kya hota, yoon hota to kya hota,Umeed to bandh jati,taskeento ho jati, Vaadana wafaa kartey,vaadato kiya hota,Ghairon se kaha tum ne,ghaironse suna tum ne, Kuch hum se kaha hota, kuch hum se suna hota..🖤