Zindagi kya hai?💐
Zindagi aik jeenay ka khobsurat ehsas hai lekin tab jab is mein lougon ka liya jena hou, un ki khushion ka liya unka ehsas kerny ka liya. zindagi ko hamesha achay sa acha banaya ja sakta hai lougon ki qadar kerka un mein khushiyan bant ker, lougon mein payar bant ker aur Allah aur parents ki khushi mein he asal zindagi hai, apnay dill ko saff rakhna chahiya is mein kisi ka liya nafrat nahi rakhni chahiya.