Yeh askfm par larky kun itna flirt karty hain kaya milta hai inko yeh sab kar k sab girls k walls par ja kar keh rehy hotay hain ap jesa koi nahi dekha ufff ap jesi haseena puray askfm par nahi hai lol bhala itni gappy mar kar inko milta kaya hai Allah akal dy inko itna vella time hai ink pass