Khayalat Ka Izhar Kijiye.?
Hummy bachpan sy he 1 dosry ki madad krna nahi sekhaya jata balky dosry ko peechy kr ky khud aggy bharo sekhaya jata ha.. Jis ki misal 1 class ma mojood 40 bachon ki ha Jo 1 dosry ki madad nahi krty aur number ky hasool ky lya apny he class fellows ko peechy krny ma lag jaaty han aur us ky number kam anny par kush hoty han??
