Kaafi acha decision hai... Positive gesture ha puri duniya k lye... Or UNO k moun pr tamncha ha...jo peace ki baat krti lkn peace ka mtlb usko nhi pta... Or Agr abhi nandan ko raha na b kia jaye toh b india kabhi kashmir ki azaadi k lye baat nhi kry ga... Sou mazeed nouqsan se bhtr ha k aman ki hi baat ki jaye...
Khana Kaba or Roza e Rasool(SAW) pe hazri... Amma Abba ko razi rkhna or unki khidmat jitni hosky... Unlogon se maaafi mangni jinka kbhi b dil dukhaya ho...