fav lyrics
Kyu tu acha lagta hai, waqt mila to sochenge
tujh mei kya kya dekhta hai waqt mila to sochenge
sara sheher shanaasaai ka, daa’we-daar to hai lekin
kaun hamara apna hai, waqt mila to sochenge
hum ne usko likkha tha, kuch milne ki tadbeer karo
us ne likh ker bheja hai, waqt mila to sochenge
mausam khushbu baad-e-saba, chand shafaq aur taaron mei
kaun tumhaare jaisa hai, waqt mila to sochenge
ya to apne dil ki maano, ya phir dunia waalon ki
mashwarah uska acha hai waqt, waqt mila to sochenge ?

Liked by:
Tahira Javaid
Shouzab Riaz
Zahra
Samia Ahmed
maha khawar