Kyu tu acha lagta hai, waqt mila to sochenge tujh mei kya kya dekhta hai waqt mila to sochengesara sheher shanaasaai ka, daa’we-daar to hai lekin kaun hamara apna hai, waqt mila to sochengehum ne usko likkha tha, kuch milne ki tadbeer karo us ne likh ker bheja hai, waqt mila to sochengemausam khushbu baad-e-saba, chand shafaq aur taaron mei kaun tumhaare jaisa hai, waqt mila to sochengeya to apne dil ki maano, ya phir dunia waalon ki mashwarah uska acha hai waqt, waqt mila to sochenge ?