Kitna mushkil hota haina
Mar jane tak zinda rehna...
🙂💯
Zinda rehna mushkil hai aj k dour main.
Mar jana toh boht asan or sakoon pohnchata hai .
Mar kr bhi zinda rhnay se muskhil ni...
Bs..... Issy zindagi khte hain
Aysi soch waly ko chahiya k time nikal kr mar jay 🤓🧐
Bohatttttt
Pta nai abi mara nai hun k pta ho
aaisi sooch bhi achi nahi
Mar hum b gye mehram k liye mehram na mila marham ki qasam.