@muhammadhanzla28

Muhammad Hanzla

Ask @muhammadhanzla28

Sort by:

LatestTop

🌼

aimanshabbir12’s Profile PhotoAIMAN
Ab tak Khayal-e-yaar main uljha hua hun main
Dunya samjh rah hai kai suljha hua hun main
Jis Moor par mujhe Choora tha Aye Hamsafar
Aa Kai Mujhe to Daikh BHeta hua hun main
Ek Tere Piyaar ko Samjha hai Deen-o- Iman
Mullah YAh kah raha hai kai BEHka hua hun main
Ek Umar kat GAye hai daikhay huay tujhe
Dee-Dar dai mujhe kai TArasa hua hun main
HAi Waqt ki Baat yah kai Jb main tha tere Qareeb
Ek Waqt ho gaya hai kai Beechra hua hun main !!!!!

Related users

Next

Language: English