mera ek sawal he , yeh punjab wale Lhor kyu kehte hain Lahore Ko ? Zavi Qaim shah June 09, 2022 Follow To yeh karachi waly karanchi kiu kehty hain
Ahmed Qazi June 12, 2022 Jaisy kuch Karachi walay 'mainy kya kiya?' ko 'mainy kya kara?' kehty hain usi tarah kuch Lahori bhi Lhor kehty hounge :p