Jisko mein pasand hun. Woh mujhe nahi pasand or jo mujhe pasand ata ha usko koi or pasand hota ha Ajeeb zindagi ha yar -.- Matlab ha apna bhe dil ha yar koi to tareeqa hota ha :p
Tum shia log itna piyara hota ho phr be apna apko mrta ho
Akhir kyn
Naa to mein piyaara hun Or naa to mein maatum karta hun. Tum apni yh ghatiya soch lekr kahein or dafa hojao to isi me behtari hogi Sab musalman hain koi shia sunni nhi hota, Hum sbka Khuda ek ey ha
Han jb mera 2nd year ka result ana mein 2mins tha Notification aye msg ke par meina bht zaada duaein parhna k bdd msg parha Or wh msg khol kr itni khushi hoi the k i can’t explain 🤣❤️🤣🤣 Pappu pass joh hogya tha