no.. mujhy logo ki koi parwaah nahii
Me : mama mere pait mein dard hai,
Mama : beghairat or Mobile use kar.. yeh mobile hee tujhy kamyab karegaa do jahano mein :D
Fitnaa
Hamary religion mein mard ko mana kiya gya hai k bivi se usky past k mutalik sawal na kary or aurat ko b mana kiya gaya hai k mard k past k mutalik sawal na kary.. or agar shohar kch poochay b tw koi bahana ya jhoot bol k bat khatam kardy..
haan yar chalo.. mera bht dil kar rahaa
Kabhii Mohabbat na karna shaadi se pehlay..
.. aik insan ka Qatal poori insaaniyat ka Qatal hai..
I'm still Shocked. :( Mujhy ho raha :( Jo b thi jesi b thi.. Lekin aik insaan hi thi.. Kya pata wo toba karletii
sonay ki koshish kar rhaa
bht mazay ka... Abhi tou kaafi din hain..