Apke sitaray kya kehte hain?😁 Ujji زیشان شیخ! January 19, 2020 Follow Ke apna tym aye ga 😀😀👀👀 Liked by: duaikhlaq Mohammed Usman Butt (MUB 7) Amad Ujji
Ayesha Maheen January 23, 2020 Humary sitaron ko aik jagah araam nahi har waqat gardish me rehty hai 😅Kahin rukein toh hum b sunein kya kehty hain 😂😂
crazymedicoss January 18, 2020 Mere sitare hamesha wahi kehte hai Jo Mai khud ke lie pasand karta hu,Aur us ke lie struggle karta hu