Btya nh phir apne kch.
Es main kiya batao i don't know you 😅
Kis bary ma
Pocha nhi phr apne kch
Kuch baten btae nahi jati unhen mehsos karna prta ha 😑
Mene btana tha kuch🌚
kis baray mai?
Sab ka katy ga kitni br btao 🙄 fr b ilu😂
Aap ney jaan ne ki koshish bhi nahi ki.
Pucha nai phr apnay kch