ツ
woh jo loag thy mere humsafar..
meri zaat ka jo nikhaar thy..
woh jo shab-o-roz meri chah thy..
woh jo lamha bhar ka waqar thy..
naa woh log hain mere paas ab..
naa nikhaar hai meri zaat mein..
naa woh shab-o-roz ke chah hai..
naa woh lamha bhar ka waqar hai..
bss zindagi hai by-naam si..
kabhi subha si kabhi sham si !!
meri zaat ka jo nikhaar thy..
woh jo shab-o-roz meri chah thy..
woh jo lamha bhar ka waqar thy..
naa woh log hain mere paas ab..
naa nikhaar hai meri zaat mein..
naa woh shab-o-roz ke chah hai..
naa woh lamha bhar ka waqar hai..
bss zindagi hai by-naam si..
kabhi subha si kabhi sham si !!