@IbadNaseEm

Ibad Naseem

Ask @IbadNaseEm

Sort by:

LatestTop

Previous

Kiddding dude relax :D

ohh! shukar warna suicide to haraam hena! :3
mera kia hota bhoot ban kar yahi reh jata!
phir ata tumhay hi haunt karnay! :3
hahah! :3
Liked by: Nemoo.

Related users

oopppssss ......................................................................................................................................... kahatam ho gaya

abay yaaar! :/
itti bhook lag rahi thii! :3

Tum ne sona nhi hota kya ?! Jab dekho ask pe hi bethe rehte ho..Lol :'3

Me!? Har waqt!? :O
Nahi bhaee dun me sirf 24 ghantay hi to use karta hu :3
Haha! :D
Askholic :3
Liked by: Aiman Khan

Tere liyeee, jiyon deewani ban ke tere liye, wada hai mera main hn tere liyr, hona kbhi tm judaaa aaa aaahh ahhh <3

hahahah!!! naho hunga judaaa haha :3
Liked by: Nemoo.

Hahahaha.. acha song..acha song.. hale dil tujko sunata dil agar ye bol pata baa khuda tujko hai jata jaan,tere sang jo pal bitata waqt se mein wo mang lata yaad kar ke muskurata haaaan <3 <3

Guzara ho tere bin guzara ab muskil hai lagta
Nazara ho tera hi nazara ab har din hai lagta. <3
Haha It Was Good :3 :D
Liked by: Nemoo.

haye tum se mil ke dil ka hai jo haal kya kahen ho gya hai kesa ye kamal kya kahen<3 <3 :D

Ishq Jaise Hai Ek Aandhi, Ishq Hai Ek Toofaan
Ishq Ke Aage Bebas Hai, Duniya Mein Har Insaa
Ishq Mein Sab Deewane Hain, Ishq Mein Sab Hairaan
Ishq Mein Sab Kuchh Mushkil Hai, Ishq Mein Sab Aasaan
Dekho Pyare, Ye Nazare, Ye Deewane, Ye Parvane
Hai Ishq Mein Kaise Gum
( Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Hal Kya Kahein
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kya Kahein )...(2)
Dil To Hai Ek Raahi Jaana, Dil Ki Tum Manzil Ho
Dil To Hai Ek Kashti Jaana, Jiska Tum Saahil Ho
Dil Na Phir Kuchh Maange Jaana, Tum Agar Haasil Ho
Dil To Hai Mera Tanha Jaana, Aao Tum Mahfil Ho
Ishq Se Hain Saari Khushiyan, Ishq Se Barbaadi
Ishq Hai Paabandi Lekin, Ishq Hi Aazaadi
Ishq Ki Duniya Mein Yaaron Khwaboon Ki Aabaadi
Kho Gaya Wo Jisko Manzil Ishq Ne Dikhladi
Dekho Pyare, Ye Nazaare, Ye Deewane, Ye Parvaane
Hai Ishq Mein Kaise Gum
( Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahein
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kyaa Kahein )...(2)
Tumko Pooja Hai, Tumhari Hi Ibaadat Ki Hai
Hamne Jab Ki Hai To Phir Aise Mohabbat Ki Hai...(2)
Dil Mera Paagal Hai Jaana, Isko Tum Bahla Do
Dil Mein Kyun Halchal Hai Jaana, Mujhko Tum Samjha Do
Mahkaa Jo Aanchal Hai Jaana, Isko Tum Lahra Do
Roop Jo Baadal Hai Jaana, Mujhpe Tum Barsa Do Jaana Le Ke Aaya Hai Tera Ye Deewana
Jaana Tujhpe Mit Jaayega Tera Ye Parwana
Jaana Mere Dil Mein Kya Hai, Tune Ye Na Jaana
Jaana Tujhko Yaad Aayega Mera Ye Afsana
Dekho Pyare, Ye Nazare, Ye Deewane, Ye Parwane
Hai Ishq Mein Kaise Gum
( Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Kya Kahein
Ho Gaya Hai Kaisa Ye Kamaal Kya Kahein )
BTW , Koi acha song nahi milaA? hahha JK :3

View more

Liked by: Ira Mishra. Nemoo.

Next

Language: English