Lines ☠
Log khush nahin hotay
Mein ny inko azmaya hai
Chahatein lauta kar,
Waqt ko zaya kar ky,
Sare haq ada kar ky,
Inki har khwahish ko
Zindagi bana kar ky,
Dard mein, musibat mein,
Hosley dy kar ky,
Mein ny inko azmaya hai,
Log khush nai hotay.
Mein ny inko azmaya hai
Chahatein lauta kar,
Waqt ko zaya kar ky,
Sare haq ada kar ky,
Inki har khwahish ko
Zindagi bana kar ky,
Dard mein, musibat mein,
Hosley dy kar ky,
Mein ny inko azmaya hai,
Log khush nai hotay.