Udhar wo ghar se nikal rahay hn idhar mera dam nikal raha hai
Ilahi ye kesi qayamat hai wo aa rahay hn me ja raha hon ....
yr aik baat bato. tum larky ho ya larki. muhje samaj nai ayri ab. aur agar bhai ho tu jaan tera waqai bohat dill toota hai. mere pass ajya kr. mil k joray marein gein. kasamy.
Lol i know isi liye tu zamana ko kbi dost ni bnaya q k
Jo maza tanhai ka hai wo kisi chez ka nahi
Lazzat e intezar leta hon
Yun shab e gham guzar leta ho
Jb bhi dasti hai mujko tanhai
Naam tera pukar leta hon ....
itna be akela na hojana k janazy k waqt kanday denay wala koi na ho. liken menay tu aik yaar bana liya hai. jab be dill absurda ho yaad krlena muje.
Us Rab nu manauna okha ni do nafal parho Rab man janda
Jy yar kisay da rus jaway nach nach k manauna painda ay..
Mulllhaa mar na boleryan sanu apna yar rajhawan de
kanjri bn k nachya meri izat na ghatdi menu nach k yar manawan de.....
apka name. meri jaan itna dard le k na chal zamany me,inko tu aik muqa chahyea tumay barbad krnay k liye.