Ye ajeeb surat-e-hal hui jati h ...yahan raat k bad raat hui jati h ..WO to ab bhi mukamal h kisi pathar ki tarah ...raiza raiza meri zaat hui jati h .
Yaad hain humen apne sab ke sab gunaah . Ek Muhabbat kar li, Dusra tumse kar li, Teesra Bepanah kar li.
Waqt baha kr le jata h naam o nishan magr ..koi ham me reh jata h ..kisi me hum.
Meri Zindagi ka koi sahara nhi hai, Is jahan mein koi hmara nhi hai, Pakra jis ka haath to muskura kar kaha us ne Choro mera haath ye haq tmhara nahi hai.💔
Maosam ki misaal don ya tumhari ..koi pooch Betha h badalna kise kehte hen.
Badalna ata nahi humko Mausam ki tarah Har aik Roop mein tera Intezar krte hain . Na tum samaitt sakogi jise Qayamat tak Qasam tumhari hum tmhein Itna Pyar karte hain.