@hamzashah666

TOKYO ✨

❤️ Likes
show all
Iuliave’s Profile Photo LunarHuntress’s Profile Photo g_iks’s Profile Photo ViKtoR2132’s Profile Photo l_putinceva’s Profile Photo Aboudy22’s Profile Photo idstalker2222222’s Profile Photo biya_furqan’s Profile Photo Aboodalmjid’s Profile Photo

What others replied to:

According to you , what is ISHQ? Do you agree that mohabbat and Ishq are two different things?

show all (51)

Galt time pe galat sawal , mera koi lena Dena esi cheezo k Sath 🙃 im someone who don’t believes in love anymore✅ esa kuch exist nahi krta infact ap kitne ache jitne pure hote ho apki achai apki her ak cheez log mounh pe mar k Chale jate ,
Well yes. Ishq is something else you can't move on from that or think the same way about someone else ever again, it has respect and undying loyalty. Pyaar aaj kal sb ko 10 12 baar hota hai and while they are with someone, uss waqt bhi sath sath 3 4 or se bhi hota hai xD
Mohabbat ma insan ko apna khyal bhi rahta Hai or dsry ka bhi khyal bhi rahta Hai ....Ishq ma insan ko apna khyal nhi rahta sirf mehboob Ki fikr rahti Hai apna ap bhul jta hai
Apne ap se batoon ke intaha ishq mein hoti hai ashiq ka chahra samne hou tou lafzon ke zarurt hi kahan parti hai ankhon se ankhen baat karte hain. Kyun ke intaha hai isliye samny chahra chahe na bhi hou yad-dasht mein jou zinda chap hai asliyat se ziada khoobsurat waqif hoti hai. Iske wajah ye bhi hai ke yad-dasht khalistan apki hai,iske bawajood ap kabhi kabar faisla nai kar ptay ke iss dimagh ne kya kuch yaad rakhna hai. Bss har ik dusre se milte julte wakt ke kuch khass jhalkiya. Is mein bhi koi shak nai ke kuch logo ke yad dasht bohat achi hoti iska mtlb ye bhi nahi key ik insan kou apni zindagi ka bitaya har paal har lamha yaad hou.
Ik takhleeq hum bhi hain or humein takhleeq karne WALAY ko humne nai dykha. WOU is yad-dasht se balatar hai kyun ke ye jismani hai, dimagh se hai, Wou to Ruhani hai ruh se hai. Jaise ap apne ruh ko ni dykh sakte aese ap Allah ko ni dykh sakte jab tak ALLAH khud na chahen. Iska mtlb ye nahi ke Mehsus nai kar sakte, dhund nai sakte. Per ye jism ki parstish karne wale kya jane iss baat ko ey Haq, inko tou jou dykhta wai hota hai. Ye sab kou tou dykhte hain per apne ap kou nai dykhty hain. Apne nazdeek khud utopian world ke hain. Darsal bhoolay munafiq hain.

View more

Language: English