Post something old 💫
Aman to Naina:
Naina kaash mein tumhay bata sakta, mein tumhay kitna chahta hoon. I love you, I love you very very much Naina.
Mein ankhien band karta hun tou tumhay dekhta hun, ankhien kholta hun tou tumhay dekhna chahta hun, tum paas nahi hoti, tou tumhay charo taraf mehsoos karta hun.
Har pal har ghadi har waqt mere naina meri Naina ko dhoondtay hain, Isay pyar kahou pagalpan ya mere dil ki dhadkan, mere liye ek hi baat hain.
Pyar tou bohut loug kartay hain, lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta, kyon k kisi ke paas tum jo nahi ho.
Mein tumhay bhool nahi sakta Naina, mein tumhay bhoolna hi nahi chahta.
Tum meri ho, mein tumhe zindagi bhar pyar karunga, marte dam tak pyar karunga aur uske baad bhi.
❤️❤️