@IdreesQureshiofficial

idrees qureshi

Ask @IdreesQureshiofficial

Sort by:

LatestTop

Previous

People you may like

Post some shairi? *_*(staif)

Suna hai ke loog usse aankh bhur ke dekhte hain
So uske sheher mein kuch din theher ke dekhte hain
Suna hai boley to baaton se phool jharte hain
Yeh baat hai to chali baat karke dekhte hain
Suna hai raat ko usse titliyan satati hain
Suna hai raat ko jugnoo theher ke dekhte hain
Suna hai uske badan ki taraash aisi hai
Ke phool apni qabayein qatar ke dekhte hain
Rukey to gardishein uska tawaaf karti hain
Chaley to usko zamaney theher ke dekhte hain
Kisse naseeb ke be-pairahan usse dekhte
Kabhi kabhi dar-o-deewaar ghar pe dekhte hain
Kahaniyan hi sahi, sab mubaalghey hi sahi
Ager woh khwaab hai, tabeer karke dekhte hain
Judaiyan to muqaddar hai phir bhi jaan-e-safar
Kuch aur door zara saath chal ke dekhte hain
Tu saamne hai to phir kyun yakeen nahin ata
Yeh baar baar jo aankhon ko mal ke dekhte hain
Yeh kaun loog hain maujood teri mehfil mein
Jo laalachon se tujhe, mujhko jal ke dekte hain
Na tujhko maat hui hai na mujhko maat hui
So ab ke donon hi chaalein badal ke dekhte hain
Bahut dinon se nahin hai kuch uski khair khabar
Chalo "idrees" ko, aye yaar chal ke dekhte hain

View more

what is sin

Muhammad Ali (Boxer)
"I don’t smoke but I keep a Match Box in my Pocket,
When my heart slips towards a sin,
I burn a Match stick & Heat my palm,
Then I say to myself,
Ali You cant bear even this Heat,
How would You bear The unbearable heat of Hell?"
-
Me :
I don't wear chappal but I keep one in my pocket,
When my heart slips towards a shararat,
I hit myself with the chappal,then say this to myself:
Idrees you cant even bear the pain of this chappal how will you bear the pain of ammi ka 160KmH wala chappal?

Next

Language: English