@nawabasifkhokhar

Asif Altaf Khokhar

❤️ Likes
show all
nimrayyabbas’s Profile Photo muskandurrani’s Profile Photo MuhammadQureShi548’s Profile Photo rafayarslan12’s Profile Photo arqamayub’s Profile Photo Moughal’s Profile Photo MoonStar954’s Profile Photo Ssars’s Profile Photo biyaa01’s Profile Photo

What others replied to:

Urdu sher that hits your heart ❤️

show all (44)

Haha kasm se mujey toh mushairey pr koi bulaiyee toh i ws like mujey goli mar do but m waha ni jaa sakta itna insaan bore hota 😂😂😂😂
Jin ka zouq hu srf unhein hi hit krta sher
agar ye kah do baghair mere nahin guzara to mn tumhara
ya us pe mabni koi ta'assur koi ishara to mn tumhara
Gharurr-parvar ana ka malik kuchh is tarah ke hain naam mere
magar qasam se jo tum ne ik naam bhi pukara to mn tumhara
tum apni sharton pe khel khelo mn jaise chahe lagaoon baazi
agar mn jeeta to tum ho mere agar maiñ haara to mn tumhara
tumhara ashiq tumhara mukhlis tumhara sathi tumhara apna
raha na in mn se koi duniya mn jab tumhara to main tumhara
tumhara hone ke faisle ko main apni qismat pe chord deta hun
agar muqaddar ka koi toota kabhi sitara to main tumhara
ye kis pe taweez kar rahe ho ye kis ko paane ke hain wazeefey
tamam chordo bas ek karlo ye istikhara toh mn tumhara!

Language: English