Doston ke saamne ham phir tamasha ban gaye Aur hamare saare armaano ka keema hogaya Apni mehbooba se milwaa ker pachtaye ham Teen din ke bad laddan ka valimaa hogaya
takbeer ka khota hai muqaddar se lara hai Duniyaa use kehti hai ke chalaak bara hai Khud 30 ka hai aur dulhan 60 baras ki Girti hui deewar ke saye mei kharaa hai