Maybe or may not :') coz parhne betho tou lagta hai k sab aa ta hai. But jaise hei parhna shurru karo tou basss :( raat gae baat gae. Means ass ho jati hai :')
Bhai parh le cies a rahe hain 10 din baad :-o bachiyon se baatein naa kar
Meri jaan,,,meri jaan,,,meri jaan. ALLAH ka shukkar hai parhta hun. Aur yar cies se 10 days pehle tou aisi baat na kiya karo k parh le -__- har bechara jis ne cies dene hain abhe, raat din parhta hai :P tou mai kya nae parhta huun ga •.• kasme parh parh k kamla ho gaya hun :'j aur abb biryani khane ko dil kar raha hai :P :D. Aur han mai kon si bachiyon se batein karta hun -__- ?? Ask pe 6 ya 7 years ki bachiyan hain kya :P ?
Zalim kya yaad kra diya :;) aaj milla hun uss se after 2 months :/ Anyways! Kamal ka banda, pathan hai lekin izzat karta hai :) koe baat kahni ho tou direct bande k mun pe kah de ga, daarrre ga nae :P :3. Pyara dost hai:D hamesha khush rehta hai ;) aur kabhe kabhe kaam bhe a jata hai :) above all Pathan jo hai :P :3 :*
bss kar do yar larkion ko anonymously question karnay :3 welle log -.-
Hadd kar di bhai tum ne pagal pann ki -__- anonymously nahi karta main question kisi ko. Karun bhe tou bohat kam •__•. Aur rahi baat wele ki tou wo banda wela kaise ho jis k 14 din baad Cies hain --,--