har koe taray sath mood ma ho kia -.- bc har koe jaldi gussa kar jata ha tari baton ka -.- bc iska matlb yay howa na kay masla kahin na kahin aap may he hai! dusron ko baten karnay say pahlay khud ko theek karo ap. got it?
Kon nouman?? Acha acha wo zubairi. Han shuglia hai bohat, parhne wala bacha hai :P uss ki batein sunne wali hoti hain or wo uss ka bolne ka andaaz jaise: "chal be chal" :D uss k expressions bhe kamal k hote hain jab wo koe baat kare :) but zara moody hai. Mood ho tou baat kar leta hai otherwise bas aise hei :P :3
Nice hai :) harkatein zara ajeeb karta hai but entertainer hai :P bas zara gussa jaldi ho jata hai jab koe mazakh kare :* but above all acha dost aur acha banda hai :)
Wo babhi hai apni :) :P kamal ka banda# dil ka acha bas zara jazbati :D Gussa bohat jaldi ho jata hai...,, shuglia tou bilkul bhe nae hai :P batein achi karta hai.., Advise achi deta hai lekin jab mood ho tou :3 apna kam ho tou bhaga a ta hai, lekin jab koe kahe tou kehta hai: "mai kon tou tum kon" :P football bhe acha khelta hai ;-) bhai hai apna mushkil mai kam a ta hai lekin wo bhe tab jab uss ka apna dil kate ;D khane ko jo do ge kha le ga kabhe manna nae kare ga :) treats lene ka bohat shudai hai :) :P :3 but banda acha hai.. Koe tareef bhe tou karni chaiye naa kisi ki ;P ;3