@Zulnoonshaes

Syed Zulnoon Shah

Ask @Zulnoonshaes

Sort by:

LatestTop

Previous

People you may like

shahidkhan143’s Profile Photo Shahid Khan
also likes
SaadSaleem’s Profile Photo Saad Saleem
also likes
umairnadeem7106’s Profile Photo Umair ;)
also likes
princegul98’s Profile Photo Gul Bakht
also likes
malikharam97’s Profile Photo Malik Harram
also likes
maheen_janjua’s Profile Photo Mahi❤
also likes
maverick1234567’s Profile Photo Ali
also likes
waqas_cj’s Profile Photo Waqas Cj
also likes
FaizanRajput862’s Profile Photo Faizan Rajput ✌
also likes
mazhar_naveed_umair’s Profile Photo Mazhar Naveed
also likes
Syedhammas7’s Profile Photo Syed Hammas
also likes
Want to make more friends? Try this: Tell us what you like and find people with the same interests. Try this: + add more interests + add your interests

IF agar IS ha BUT likn WHAT kya ?? STAIF ?? (think before u speak ?) #justforfun? #NH please

IF agar IS hai xD matlub:
He IF a man ?
aur BUT likn matlub (laikin) aur but ka matlub hota hi laikin hai ? aur WHAT kya? WHAT ka matlub KYA hi hota ?
tou final answer aaya:
"He IF a man WHAT BUT IS he IF not" ?
madam mai dou hath aage hn aap se inn kamon mai xD ?

A man is known by the company he keeps.!! And woman.?? ? #NO_HATE ?

AlinaAmirSheikh’s Profile PhotoAlina Amir Sheikh
By the things which she keeps in her purse ? like lipsticks, brush, tissues, watch, ameer ourat ho tou paise bhe rakhti zada saare ?, kajol, eyeliner aur pata nae kya kya ?
Sachii mai poora beauty parlour hi sath le k phirti rehti xD

Почему дорожная разметка, сделанная профессионалами, уже через пару месяцев почти слазит, а надпись на той-же дороге, сделанная каким-то долбодятлом о том что он любит свою корову, второй год держится?

morragtson’s Profile PhotoЖуткость Тормозная
Sahi ho gaya ye tou ←_←

@

hafsa_fouad589’s Profile PhotoHafsa❤
Kya karun mai iss ka? ?
Oh acha! TBH chaieye aap ko? xD
Hayee! kitni churail ho naa tum. Bilkul kisi dayan ki tarah ? pata nae loug itni tareefain kyun karte hain tumhari. ?? #achasorry :')
TBH Hafsuu bohot maze ki larki ho yaar tum. Sweet aur nice ho ? damn! kitna hassati ho yaar tum ?? pagal kar dou gi kisi din hassa hassa k. ? marasan ho shayad issi liye hassati ho itna zada ??
Bas kush raho hamesha :') and stay same ??

Someone said to me: "pyar insaan ko jitna insaan banata hai uska chinn jana utna hi janwar bana deta hai" thoughts?

Payar! kya hai payar? did't you think payar aik ajeeb cheez hai?
Payar insaan ko insaan nahi banata balke insaan bann na sikhata hai. Let me explain:
Payar insaan ko waqt k sath sath majboor banata hai. Abb majboor kisi bhe tarah bana sakta hai. Like payar insaan ko ehsas dilata hai kisi k baare mai, kisi ko apna bnana sikhata hai, kisi se mohabatt karna sikhata hai, kisi ki sache dil se care karna sikhata hai, kisi ko chahna sikhata hai, kisi ke har khushi aur har gam mai shamil hona sikhata hai, kisi k jazbaat ko samajhne ka tareeqa sikhata hai, kisi ko yaad karna sikhata hai, kisi k dil mai jaggah bnana sikhata hai.
Above all payar insaan ko insaan bann na sikhata hai.
But agar payar chinn jae tou kya hota hai? Jab aisa ho, tou naa k payar usse janwar banata hai balke usse dunya k rang dikhata hai. Abb iss ki bhe kae misaalien hain. Jaise payar chinn jae tou vo insaan ko ye batata hai k dhoka kya hai? jhoot kya hai? nafrat aur mohabatt kya hai? ehsaas kya hai? rouna aur hansna kya hai? jhoot aur sach kya hai? kisi ki yaad mai tarapna kya hai ya kisi ko yaad kar k rouna kya hai? kisi gair shakhs ko apna samajh lena kya hai? aur najaane kya kya.
Above all aisa hone se payar insaan ko dunya k tarah tarah k rang dikhata hai.
Shayad issi liye kehte hain "Payar aik kutti cheez hai. Ho jae tou insaan ko majboor aur tanha kar deta hai"

View more

Aap sab ko New year bohat bohat mubarak I wish Allah hum sab ko tamaam khushiyon se nawaazain hamari saari mushkilaat door farmayen aur seedhe raste par chalne ki taufeeq ataa karain :)

Aap ko bhe Naya Saal bohot bohot Mubarak ho. ALLAH aap ko bhe kush rakhe aur ham sab ko bhe kush rakhe. (Ameen) Kush raho hamesha aur jugg jugg jiyo :')

Next

Language: English