Lol noo mai larko ki souch jan'na chahti that's it.
aur uski family k sath achay terms thay isliya bulaya tha.
#Ilzamlaganaburibaathoti.
Lelll acha elzaam lagana buri baat hai muja ni pata tha xD yar dakho agar wo ap ko propose krna chah hai us ki soch yahi hai jo itna pecha para huwa hi or koch bhi ni seeda bolna ki himat ni hai us main usa dar hai pahla wo free ho ga ap ka sath us ka baad propose kr ga jasa pahla kaha tha main na trust gain kara ga shoda bana ga ap ko us pa tars aye ga shoda ayesa bana ga ka mara sath life main bht sara hand ho chuka hain bla bla bla bla basss yahi scene hai
woh kabhi msg krta hai
"there?"
jab na reply krun tab kehta hai "where are you?"
jab msg seen kr k reply na krun tab kehta hai k "no reply? "
"can we talk?"
"what's wrong ?"
"what's wrong with you?" 🙄
Asal main ap na kabhi ak dafa ghalti sa reply kar deya ho is waja sa itna pecha para huwa agar ni keya reply to larka shoda hai yahi kahun ga
Hahaha Haan woi. koi aisi trick bta do ap jis say woh khud bta dai k kia chahta woh.
Hahahaha ayesi koi bhi trick ni kaus sa baat keya bagar ap sa nikalwa sako ka baat kya hai bat krni para gi ap ko us sa ayesa hi ni pata chalta acha ya batao wo kahta kya hai ?
Na reply krna is better option? mujhay yeh bhi nae pouchna chahiya na k why's he messaging me?
Hahahahha dakh lo ya ap hai agar ap us main untrusted ho to reply kr do agar ni ho to wo ap ki marzi main ya ni kah sakta ka ap usa reply kro ya na kro wo ap pa hai
Lol but aik dafa bhi menay nae response diya but I'm curious k usko kia kehna hoskta. tou suggest me k bagair reply Kia kesay pata lag skta hai.
Yar dakho seedi sa baat hai wo tumha bhan to samjata ni hai seedi si baat hai wo relation main ana chahta ho ga yar dakho 2 types ka larka hota ak wo ginha kabhi message ni kafna parta kisi ko ak wo gin ka message or pecha laga bagar kaam ni hota ya second type ka larkon main sa hai or seedi si baat hai tumha pahla friend bana ka bola ga phir shoda bana ga ka life zyati hui us ka sath phir trust gain kra ga phir raat ko kisi din 2 ya 3 baja propose kar da ga end ya hona hai puri story likh di main na
Yar dakho har larka ak jasa ni hota latka kai type ka hota hain agar wo tumhara bhai ka dost hai to usa ayesa ni krna chaheya tha q ka yar dost ki bhan ko khood ki bhan ki tarhan samajna chaheya theek hai na agar wo apna friend ka ni hai to tumhara kasa ban sakta hai soo main to ya kahun ga bhai ko mat batana q ka bhai ki nazar main us ki ezat kaam ho jai gi but us ka sath relation main bhi na ana bhai ko pata chala ka tumhara to usa dukh ho ga