I think mujhse koi bara gunah ho gaya hai jo meri duaen qubool nhi ho rhi warna aisa kese ho skta hai k tahajjud mein mangi hui dua qubool na ho : /
#NeedPrayers
Hr cheez k hony ka b tym oota a JB wqt aye gaa too Bina duaa mangyy SB oo Jaye gaa IN SHA ALLAH ,🥀
Ek aurat nae bewafai ki to wo do taky ki hogai... Or kitni he Auratin hain jo aisy he do taky k Mardo k sath puri zindagi guzar deti hain 🥀
#MerePassTumHo