Eid milad un nabi s,w bohat bohat Mubarak ho sbko Meri or mery family ki tarf sy💕❤🎊🎊🎉🎉✨🎇🎆🕋🕌🌹🌷🌼🌻🌺📿💞💝❤💘💖💕☺☺☺😊😊
Aik sawal hai mera ap sa...agr is eid ka manana naiki ka kaam hai tw mai bhi yh naiki krna chahta hn...please muje is k bary ma thora sa bataen...Nabi (SAW) ne is eid ko manana ka hukam diya tha?kahin pa agr koi hadees hai tw please share kren...agr hadees nai hai tw koi Qurani ayat share kren k hukam aya ho is din ko manane ka...agr koi esi ayat bhi nai hai tw Ap (SAW) k Sahaba (RA) ne tw yh amal kiya ho ga...agr kiya ha tw is ka aik hawala share krden please...agr Sahaba(RA) ka bhi koi esa hawala nahi milta apko, tw Tabaeen ne kiya hoga,Tabaeen ya taba tabaeen ne agr kiya ha tw un ka koi hawala share kren k unhon ne kiya tha Ap(SAW) k bd yh 3 zamany khair ul khuroon kehlaty han ...agr in 3no ma sa kisi aik ne bhi is eid ko manaya tha tw mai bhi zrur manaun ga inshAllah...
+ 31 💬 messages
read all
Liked by:
omer
Jens❤️
Nαԃα♡︎
Fraud SaiyaAn
Ujji
Ahmad Raza Khan
ديـالٱ ♔..
AM
Moeez Inam
SAAD