@wshoaib

ولید کشمیری

Ask @wshoaib

Sort by:

LatestTop

Previous

Related users

Your favourite song?

chaudhryaurangzeb’s Profile PhotoChaudhry Aurangzeb
Main teri aankhon main rehta hoon
Tujhey pata na chalay
Tere har pal main guzra hoon
Tujhey pata na chalay
Karain to phir kya karain
Tere bin kaisay jiyain
Aankhon main pyar liye
Bolo kahan kahan phirain
Khafa to hum bhi hain tum bhi ho
Humain pata na chalay
Judaai ka mujhey ghum bhi hai
Koi aisi khatta na karay
Karain to phir kya karain
Tere bin kaisay jiyain
Aankhon main pyar liye
Bolo kahan kahan phirain
Sajni paas bulao na, ke dil ajj toota hai aaj toota
Sajan maan jao na, ke woh ajj rootha hai aaj rootha hai

Next

Language: English