Jaanay Iss Dil Ka Haal Kya HogaTera Vaada Agar Wafa HogaHum Na Baaz Aayenge Mohabbat SeJaan Jayegi Aur Kya Aur Kya HogaWo Aaye Humari Lash PeDeewana Vaar AayeIsi Ko Maut Kehte HaiToh Yaar Ab Bar Bar Aaye💓
Ap k nazdeek achi zindagi guzarne k lie kiya zaroori hai?
Achay insaan ka saath. And I know money matters too par I think paisay ani jani cheez hai. Aj hai kal nahi or kal hai tou aj nahi. Insaan acha hou tou zindagi achi guzar jaya ge😊😊
Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Mout ka zoor chalta nahi hai Mout mujh ko gawara hai lakin, Kya karo dum nikalta nahi haiYaa adda yaa Nazakat Brasil, Mera dil tum pa Kurban lakin Kya Sambhalo ga tum meray dil ko, Jab ya Anchal sambhalta nahi haiMero Naalo soun kar Zamanay, Hoo gai Moum kitni chataanay Main na Pighla diya Pathraon ko, Ek tera dil pighalta nahi hai 💖