Larkay bhe insan hote hain un ko bhe samjh ne ki koshish karain un ka bhe dil dukhta hai un ko bhe takleef hoti hai ager koi ap k bancho ke tarhan jhagar raha hai is ka matlab hai ke woh ap say pyar kerta hai ap ka piyar or ap ki tawajjo chahta hai. Isy us ke badtmzi ya khud garzi na samjhain
Bas krein. ab rulayein gi kya? 😪😪🙄