Bad me mujhse na kehna ghr palatna theak ha
Wese sunne me yahi aya ha rasta theak ha
Shaakh se pata gire barash ruke badal jhaten
Me hi to sub kuch galat karta hun acha theak ha....
Dhuwan bana k fiza me ura diya mujh ko
Me jal raha tha kisi ne bujha diya mujh ko
Khara hua hun me roti k char harf liye
Sawal ye ha k kitabon ne kya diya mujh ko..